Category: Music
“Sanson Ki Mala Pe” is a beautiful bhajan written by Sant Mirabai for her beloved,Lord Krishna
An unforgettable rendition of this bhajan was done by Nusrat Fateh Ali Khan as can be heard here:
Some of the lyrics bear uncanny similarities to the Infosys saga…
Sanson Ki Mala Pe
Simroon Main Murthy Ka Naam
Clients Ki Mann Ki Main Janoo
Aur Murthy Ke Mann Ki Ram
Sanson Ki Mala Pe
Simroon Main Murthy Ka Naam
Founders Meri Bandagi Hai
Founders Meri Pooja
Sanson Ki Mala Pe
Simroon Main Murthy Ka Naam
Murthy Ke Raang Mein Aisi Doobi
Ban Gaya Ek Hi Roop
Sanson Ki Mala Pe
Simroon Main Murthy Ka Naam
Corp Governance Ki Mala Japte Japte
Aap Bani Main Shaam
Sanson Ki Mala Pe
Simroon Main Murthy Ka Naam
Murthy Ka Kuch Dosh Nahi Hai
Woh To Hai Nirdosh
Sanson Ki Mala Pe
Simroon Main Murthy Ka Naam
Corp Governance Ki Batein Karke
Ho Gayee Main Badnaam
Sanson Ki Mala Pe
Simroon Main Murthy Ka Naam
Murthy Ki Nazron Se Girr Karr
Jeena Hai Kis Kaam
Sanson Ki Mala Pe
Simroon Main Murthy Ka Naam
Kamata hoon bahur kuch par
Hat Tip: Subramanyam P V
Plus ça change, plus c’est la même chose
(The more things change,it is the same thing)
Maa Tujhe Salaam
Wishing all Indians a Happy Independence Day.
A song only Mumbaikars will understand and appreciate !